jaane kyon log flirt karte hain
jaane kyon woh affairs chalate hain
jaane kyon….jaane kyon…
jaane kyon jaane kyon jaane kyon
affairs bin jeene main rakha kya hai
affair jiska nahi woh tanha hai
affair 100 rang lekar ata hai
affair hi zindagi sajaata hai
log chup-chupkar affair chalate hain
aur sabke samne frnds ban jate hain
jaane kyon..jaane kyon,,,
jaane kyon jaane kyon jaane kyon
affair best frnds main ladai karata hai
affair main banda pagal ho jarta hai
affair na chahte hue bhi chal jata hai
affair bahut badnami karata hai
akhir main har ladai ka base ban jata hai
jaane kyon ..jaane kyon
jaane kyon jaane kyon jaanekyon
lekin kabhi kabhi ye payar main convert ho jata hai
jhoot har such aur such har jhoot ho jata hai
payar ki gaadi main 5th gear lag jata hai
aur yun affair zindagi ka safar ban jata hai
jaane kyon… jaane kyon
- Sad Shayari
- Punjabi Shayari
- Friendship Shayari
- Love Shayari
- Funny Shayari
- Urdu Shayari
- Hindi Shayari
- Contact us
0 Comments
Leave a Reply. |
Add to Orkut
If you would like to add Shayaris to your Orkut profile, you need to follow these steps Archives |